close

ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in

Bir sonraki

Kushiyaan Aur Gham Sahai hai | Mann (1999) | Aamir Khan | Manisha Koirala | Udit Narayan | Heart Tou

12 Görünümler· 21/02/26
MusicMoment
MusicMoment
141 Aboneler
141
İçinde Müzik

⁣Kushiyaan Aur Gham | Mann (1999) | Aamir Khan | Manisha Koirala | Udit Narayan | Heart Touching Song

Movie: Mann (1999)
Song: Khushiyan Aur Gham (Sad)
Starcast: Aamir Khan
Singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Music: Sanjeev Darshan
Lyrics: Sameer

Lyrics of Khushiya Aur Gam Sehti Hai - खुशिया और गम सहती है
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai
chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

mann se kaho tum, mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil sapne buno tum
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

Daha fazla göster

 4 Yorumlar sort   Göre sırala

Ruhivlog Ruhivlog
Ruhivlog Ruhivlog 9 saatler önce

आप हमारी वीडियो देखकर लाइक करें और कमेंट करें और साथ में सब्सक्राइब भी करें हम भी आपको पूरा सपोर्ट करेंगे धन्यवाद पहले दिन से कमाई अपना ट्यूब pahle din se kamai Apna tips
https://apnatube.in/watch/wQiAmmAJhF8fJd3

0    0 Cevap
Kamlesh Saheliya
Kamlesh Saheliya 9 saatler önce

जो भी हमारे चैनल को सब्सक्राइब करेगा मैं उसका चैनल सबस्काईब करूंगा 🙏

0    0 Cevap
aapnatuberajsthani
aapnatuberajsthani 9 saatler önce

सुनो......सुनो.......सुनो 👇👇👇
Apnatube पर आया New update😱😱😱 एक बार सारे भाई जाके देखो 😱😱✔️✔️
पूरे Update की video आ चुकी हैं 👇
🔝🔝🔝🔝🔝
⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️💪

https://apnatube.in/watch/vljw2EjgJSpQhOH