ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na - Shahrukh Khan _ Sonu Nigam _ 90s Hits Hindi Songs
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na Song | Shahrukh Khan | Sonu Nigam , Zayed Khan,Amrita Rao
Music Credit -
Movie:- Main Hoon Na
Song:- Main Hoon Na
Star Cast :- Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Zayed Khan, Amrita Rao
Lyrics:- Javed Akhtar
Singer:- Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Music Lebel:- T-Series
Lyrics -
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na )...(x2)
Khaamosh Kyun Ho Jo Bhi Kahna Hai Kaho
Dil Chahe Jitna Pyar Utna Maang Lo
Tumko Milega Utna Pyar Main Hoon Na Aa
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na
Kabhi Jo Tum Socho, Ke Tum Ye Dekho
Arey Kitna Mujhko Tumse Pyar Hai
To Chup Mat Rahna, Ye Mujhse Kehna
Arey Koi Aisa Bhi Yaar Hai
Dil Hi Nahin De Jaan Bhi De Jo Tumhein...(x2)
To Main Kahonga, Sarkar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye...Utna Pyar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na
Kehne Ki Ho Dil Mein Koi Baat, Mujhse Kaho
Koi Pal Ho Din Ho Ya Ho Raat, Mujhse Kaho
Koi Mushkil, Koi Pareshani Aaye
Tumhein Lage Kuchh Theek Nahin Haalat, Mujhse Kaho
Koi Ho Tamanna Ya Ho Koi Aarzoo...(x2)
Rehna Kabhi Na Beqarar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye...Pyar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na

Song Haryanvi
https://apnatube.in/watch/CgyskeK319S6iEw
🥰Aap mere channel ko like subscribe comment kare ❤️mai aapka channel turant subscribe karunga 🙏🥰
आप मेरा चैनल सब्सक्राइब कर लो मैं आपका करता हूँ।
2_Khatole___MASOOM_SHARMA___Manjeet_Mor,_Chahal_Saab,_Vikash_Rajana___New_Haryanvi_Song_2024(1080p)
https://apnatube.in/watch/WcqKoUytYiMqvXT
जो भी हमारे इस वीडियो को लाइक करेगा और चैनल को सबस्काईब करेगा मैं उसका चैनल सबस्काईब करूंगा और प्रत्येक वीडियो लाइक करूंगा 🙏
Mere channel ko subscribe karen aur Long video me comment kijiye 5 minut me subscribe kar dunga