Следующий

Dhurandar Movie - sher e Baloch Song

15 Просмотры· 19 Декабрь 2025
Rudra
Rudra
2 Подписчики
2

Video Song if latest movie Dhurandar

Показать больше

 3 Комментарии sort   Сортировать по


Shanuka safar
Shanuka safar 2 часов тому назад

Maine aapka channel subscribe Kar Diya Hai ab aap bhi kar den

0    0 Ответить
Rudra
Rudra 2 часов тому назад

bhai apne kya premium liya h is ka

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 1 час тому назад

han ji Maine blue tik ke liye iska premium liya hai lekin unhone bataya hai ki premium lene ke bad add nahin dikhai denge aur add fir bhi aate Hain maine add ki vajah Se Hi ke add dikhai Na De premium liya tha lekin mujhe fir bhi add a rahe hain aap chaho to Le sakte ho premium lene ka yah fayda hota hai ki usse aapke subscriber jaldi padhne lagte Hain

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 1 час тому назад

aapko agar koi bhi jankari chahie Ho kyunki Mera channel monetize hone wala hai to aap mujhse direct chat kar sakte ho ismein apna tube app mein is tarah ka option de rakha hai aap vahan per check Karen to video mein aap comment karoge to dhundhne mein thodi dikkat hoti hai ki kaun si video per kya reply aaya hai to aap direct chat kar sakte ho

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 1 час тому назад

maine aapko chat Kiya Hai direct aap vahan per jakar check Karen

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 2 часов тому назад

bahut hi acche Hain lekin copyright se bachne ke liye bhi kuchh kijiye

1    0 Ответить
Rudra
Rudra 2 часов тому назад

you tube pe bhi nhi aaya mere strike yaha kaise aaega

   0    0
Rudra
Rudra 2 часов тому назад

pls subscribe my channel

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 2 часов тому назад

aap mere channel ko subscribe kar do main aapke channel ko kar deta hun

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 2 часов тому назад

aur yah jaruri nahin hai ki YouTube per abhi copyright nahin aaya hai kya aapka Sanam aur attach Ho Gaya YouTube per agar nahin to jab monetization ke liye apply karoge tab copy hataya jaega

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 2 часов тому назад

lagta hai kuchh gadbad ho rahi hai main bol raha hun kya aapka channel monetize ho chuka hai YouTube per agar nahin to jab monetization ke liye aap apply karenge tab copyright a jaega

   0    0
Rudra
Rudra 2 часов тому назад

copyright content bas chanel ke subscribe badane knliya dalta hu m bs

   0    0
Shanuka safar
Shanuka safar 1 час тому назад

to future mein isase aapko bahut dikkat hone wali Hai Bhai aap khud samajhdar Hain Mera farj tha aapko samjhana

   0    0
अपना उत्तराखंड
अपना उत्तराखंड 2 часов тому назад

बहुत ही जबरदस्त, ऐसे ही बेहतरीन तरीके से काम करते रहिये हम आप के साथ हैं!
हमारी टीम Apna Tube को बहुत बडें लेवल पर ले जाने की कोशिश कर रही है !
हमने आपके चैनल को सब्सक्राइब कर लिया है, आप भी हमारे चैनल पर विजिट कीजिए अगर आपको भी लगता है कि आपको भी सब्सक्राइब करना चाहिए तो जरूर कीजिए और इस Mission🎯में हमारा साथ दीजिए।
जय हिंद🇮🇳
(Team अपना उत्तराखंड )

1    0 Ответить
Показать больше

Следующий