ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in
Yeh Ladka Hai Allah Full Video - K3G_Shah Rukh Khan_Kajol_Udit Narayan_Alka Yagnik
Movie :- Kabhi Khushi Kabhi Gham (2001)
Director :- Karan Johar
Producer :- Yash Johar
Starring :- Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan,
Shah Rukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan,
Kareena Kapoor, Rani Mukerji
Song Credits :-
Song :- Yeh Ladka Hai Allah
Singer :- Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyrics :- Sameer Anjaan
Starring :- Shahrukh Khan, Kajol
Lyrics :-
Banno ki mehandi kya kehna
Banno ka joda kya kehna
Banno lage hai phoolon ka gehna
Banno ki aankhein kajraari
Banno lage sabse pyari
Banno pe jaun main vaari vaari
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Yeh maane ya na maane
Main to iss pe mar gaya
Yeh ladki haaye allah
Haaye haaye re allah
Yeh ladki haaye allah
Haaye haaye re allah
Baabul ki galiyan
Na chhad ke jaana
Pagal deewana isko samjana
Baabul ki galiyan
Na chhad ke jaana
Pagal deewana isko samjana
Dekho ji dekho yeh to
Mere pichhe pad gaya
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Labb kahein na kahein
Bolti hai nazar
Pyar nahi chhupta
Yaar chhupane se
Pyar nahi chhupta
Yaar chhupane se
Haan roop ghoonghat mein ho
To suhana lage
Baat nahi banti
Yaar batane se
Yeh dil ki baatein
Dil hi jaane ya jaane khuda
Yeh ladki haaye allah
Haaye haaye re allah
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Sajna aa..
Maangne se kabhi hath milta nahi
Jodiyan banti hain pehle se sabki
Jodiyan banti hain pehle se sabki
Ho leke baraat ghar tere aaunga main
Meri nahi yeh to marzi hai rabb ki
Arre ja re ja yoon jhoothi moothi
Baatein na bana
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Baabul ki galiyan
Na chhad ke jaana
Pagal deewana isko samjana
Yeh maane ya na maane
Main to iss pe mar gaya
Yeh ladki
Yeh ladki haaye allah
Haaye haaye re allah
Yeh ladka haaye allah
Haaye haaye re allah
Aye yeh ladki haaye allah
Haaye haaye re allah

bhai aap ka channel subscribe kar diya h aap bhi kar do na