Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.
— Team ApnaTube
USA ne daraya, Surya ne bachaya! IND vs USA T20 WC Match Review 😲
:
"Doston, kya kamaal ka match tha! T20 World Cup 2026 ke apne pehle hi match mein Team India ne USA ko 29 runs se hara diya hai. Ek waqt par India 77/6 par struggle kar rahi thi, lekin Captain Suryakumar Yadav ne 84* runs ki behatareen innings khelkar match ka rukh badal diya. USA ke bowlers, khaaskar Shadley van Schalkwyk (4/25) ne shuruat mein kaafi pareshan kiya, lekin Mohammed Siraj aur Axar Patel ki shandaar bowling ne India ko jeet dila di. Dekhiye is thriller match ke saare updates!"

जो भी हमारे चेनल को सब्सक्राइब करेगा हम उनके चेनल को सब्सक्राइब जरूर करेंगे 5 मिनट में