close

ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in

अगला

Teri Deewani - Kailash Kher _ Official Video _ Kailasa _ Paresh _ Naresh

21 विचारों· 17/02/26
MusicMoment
MusicMoment
138 ग्राहकों
138
में संगीत

⁣Credits:
Song Name - Teri Deewani
Album - Kailaasa
Singer - Kailasa
Composer - Kailash Kher; Naresh Kamath; Paresh Kamath
Lyricist - Kailash Kher

Lyrics:
Preet ki lath mohe aaisi laagi
Ho gayi main matwaali
Bal bal jaaun apane piya ko
Ke main jaaun vaari vaari

Mohe sudh budh naa rahe tan mann ki
Yeh toh jaane duniya saari
Bebas aur laachar phiru main
Haari main dil haari

Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun
Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun

Teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

Ishq junoon jab hadh se badh jaaye
Ishq junoon jab hadh se badh jaaye
Hanste hanste aashiq suli chadh jaaye
Ishq ka jaadu sar chadhkar bole
Khoob laga lo pehre raste rab khole

Yahi ishq ki marzi hain
Yahi rab ki marzi hain
Yahi ishq ki marzi hain
Yahi rab ki marzi hain
Tere bin jeena kaisa
Haan khudgarzi hai

Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

Ke main rang rangili deewani
Ke main rang rangili deewani
Ke main albeli main mastani
Gaaun bajaaun sabko rijhaaun
He [unverified]se begaani
Ke main deewani main deewani

Tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
Tere jaan ke sadle mein kuchh aaisa kar jaaun
Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

और दिखाओ

 5 टिप्पणियाँ sort   इसके अनुसार क्रमबद्ध करें


rajsthanigirls rajsthanigirls
rajsthanigirls rajsthanigirls 1 दिन पहले

Apna tube pe jaldi grow karna hai to ek dusre ko support karo बस वीडियो पे जाके लाइक और कॉमेंट करो और आपको हम पूरा सपोर्ट करेंगे

हम सबको मिलकर Apna-tube को आगे ले जाना है💯💯💯💯🔝
⬇️
https://apnatube.in/watch/vljw2EjgJSpQhOH

0    0 जवाब
Rajesh Bhadu
Rajesh Bhadu 1 दिन पहले

subscribe to Subscribe

0    0 जवाब
JaatYtWorld
JaatYtWorld 1 दिन पहले

Pls subscribe me to get subscribe back and support
https://apnatube.in/watch/oZS8N3DmIhXNpKP

0    0 जवाब
babita
babita 1 दिन पहले

aap mere channel ko subscribe kar do main aapka channel subscribe kar dugi

0    0 जवाब
Kunal kumar
Kunal kumar 1 दिन पहले

ApnaTube Monetization Kaise Kare 2026? 🤑
https://apnatube.in/watch/OVJaWaOFKCMetGH

0    0 जवाब
JaatYtWorld
JaatYtWorld 1 दिन पहले

Pls subscribe me to get subscribe back and support https://apnatube.in/watch/oZS8N3DmIhXNpKP

   0    0
और दिखाओ

अगला