Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.
— Team ApnaTube
Dooba Dooba - Dooba Dooba - Silk Route _ Official Hindi Pop Song
Song Name - Dooba Dooba
Singer - Silk Route
Lyrics - Mohit Chauhan; Kem Trivedi; Atul Mittal
Music Composer - Mohit Chauhan; Kem Trivedi; Atul Mittal
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Lyrics:
Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Mein Teri
Deewana Ban Gaya Hoon Main Chahat Mein Teri
Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Mein Teri
Deewana Ban Gaya Hoon Main Chahat Mein Teri
Ab Din Guzarte Nahi Raatein Kat’ti Nahi
Teri Tasveer Se Baat Banti Nahi
Ho Aaja
Koi Jaane Na, Pehchane Na, Yeh Hua Kaise
Tum Aa Gaye Khwabon Mein Aise
Koi Jaane Na, Pehchane Na, Yeh Hua Kaise
Tum Aa Gaye Khwabon Mein Aise
Bewafa, Sun O Bewafa, Bewafa Na Ja
Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Mein Teri
Tum Jo Mil Gaye, Deeye Jal Gaye, Mere Khwbon Mein
Ban Jaao Tum Mere Humsafar
Tum Jo Mil Gaye, Deeye Jal Gaye, Mere Khwbon Mein
Ban Jaao Tum Mere Humsafar
Bewafa, Sun O Bewafa, Bewafa Na Ja
Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Mein Teri
Deewana Ban Gaya Hoon Main Chahat Mein Teri
Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Mein Teri
Deewana Ban Gaya Hoon Main Chahat Mein Teri
Ab Din Guzarte Nahi Raatein Kat’ti Nahi
Teri Tasveer Se Baat Banti Nahi
Ho Aaja
Na Ja Bewafa, Bewafa Na Ja
Bewafa Aaja, Bewafa Na Ja

हम एक दूसरे की मदद करते हैं भाई बदले एक मैं दूसरे को लाइक सबस्क्राइब करना चाहिए आप मुझे कीजिए में आपको करुंगी ✅❤️✨