Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.
— Team ApnaTube
Chote Kapde Nahi, Choti Soch Badlo! 🚫 Social Awareness Video
Is video ke madhyam se humne samaj ki us kadwi sachayi ko dikhane ki koshish ki hai jahan aksar galati karne wale se zyada sawal ladkiyo aur unke pehnawe par uthaye jate hain.
Video mein dikhaya gaya hai ki kaise ek naujawan kanoon aur samaj ki purani soch ko aaina dikhata hai. Yaad rakhiye, suraksha ladkiyon ko ghar mein qaid karne se nahi, balki ladko ko tameez sikhane aur samaj ki soch badalne se aayegi

जो भी हमारे चैनल को सब्सक्राइब करेगा हम उनके चैनल को सब्सक्राइब जरूर करेंगे 5 मिनट में यकीन नहीं है तो करके देखना और वीडियो को लाइक ओर कमेंट जरूर करे
https://apnatube.in/watch/9Ghh5lx8OiRBHE9
bhai mere apnatube ke video ko like kero
to m apko subscribe keru dekha
please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻