Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.
— Team ApnaTube
Aaj Hawaon Ne Bansi Bajayee - Tanhai Tanhai _ Shahrukh Khan, Madhuri Dixit _ Udit N, Alka Y _ KoylaA
Song Credits:
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Indeevar
Edit & Gfx : Nadeem Akhtar (Paperboyz Studioz)
Movie Cast & Crew:
Producer: Rakesh Roshan
Director: Rakesh Roshan
Cast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri
Song Lyrics:
Hmm hmm hmm, hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm, hmm hmm hmm
Hmm hmm
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayee
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayee
Pyaar mein beha gaye do dil
Mauj ye kaisi aayee
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayee
Pyaar mein beha gaye do dil
Mauj ye kaisi aayee
Aaj hawaon ne bansi bajayee
Bin kahe dil ki baat batayee
Aaj hawaon ne bansi bajayee
Bin kahe dil ki baat batayee
Le doobi mere pagal man ko
Tere pyaar ki ye gehrai
Hmm hmm hmm, hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm, hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Tanhai tanhai tanhia
Dono ko paas le aayee
Pyaar mein beha gaye do dil
Mauj ye kaisi aayee
Dard ka tere ahesaas raha hai
Tera ahesaas mere paas raha hai
Dard ka tere ahesaas raha hai
Tera ahesaas mere paas raha hai
Ek tujhe bas meri lagan thi
Baat ye der se samajh mein hai aayee
Tanhai tanhai tanhia
Dono ko paas le aayee
Pyaar mein beha gaye do dil
Mauj ye kaisi aayee
Tanhai tanhai tanhia
Dono ko paas le aayee
Pyaar mein beha gaye do dil
Mauj ye kaisi aayee

please bhai aap mere video per ₹500 karva do bhai please
please bhai mere channel ko subscribe kar do main bhi tumhare channel ko subscribe kar dungi
👍👍👍🙏🙏🙏
👍👍👍🙏🙏🙏
👍👍👍🙏🙏🙏