ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in
এই ভিডিওটি +18 এর কম দর্শকদের জন্য বয়স সীমাবদ্ধ৷
একটি অ্যাকাউন্ট তৈরি করুন বা আপনার বয়স নিশ্চিত করতে লগইন করুন।
भारत छोड़ो आंदोलन 1942
1942 me shuru hua Bharat Chhodo Andolan British rule ke khilaf sabse bada jan-andolan bana 🇮🇳🔥
8 August 1942 ko Mahatma Gandhi ne “Do Or Die” ka naara diya aur Indian National Congress ne British ko seedhi chunauti di. Is movement ke baad desh bhar me protest, hartal aur jail bharo andolan shuru ho gaya.
British sarkar ne kai leaders ko giraftar kiya, lekin azaadi ki aag aur tez ho gayi. Yeh andolan 1947 ki independence ka major turning point sabit hua.
Is short video me janiye Quit India Movement ke causes, impact aur hidden facts.
👉 Like 👍 Share 🔁 aur Subscribe 🔔 karein aur comment me likhein — DO OR DIE!

Subscribe kar do please ma bhi kar dunga
Subscribe kar do please ma bhi kar dunga