ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in
Saath Tera : Satu Hindustani Vibes | New Soulful Love Song
Saath Tera : Satu Hindustani Vibes | New Soulful Love Song
----
------------
Song : Saath Tera
Lyricist : Satish Kumar
Presented by : Satu Hindustani Vibes
Music : Suno Ai (Pro Planned)
----------
---
Lyrics:-
Mere Khwabon Mein Tum
Meri Neendon Mein Tum
Meri Saanson Mein Tum
Bas Tum Hi Raho
Mere Dil Mein Bhi Tum
Meri Dhadkan Mein Tum
Meri Banho Mein Tum
Bas Tum Hi Raho
Wada Hai Tujhse Mera
Hona Hai Mujhe Tera
Yeh Wada Kabhi Na Todun
Saath Tera Kabhi Na Chhodun
Aankhein Kabhi Na Modun
Kah De Na Dil Se Tu
Tujhse Janmo Ka Naata Jodun
Saath Tera Kabhi Na Chhodun
Aankhein Kabhi Na Modun
Kah De Na Dil Se Tu
Tujhse Janmo Ka Naata Jodun
००००००००००
Tera Maasoom Sa Chehra
Aankhon Pe Pahra
Dikhe Na Mujhko Yeh
Mere_Dil Ki_Khwaahish
Kya_Hai Dil_Kyon
Sunne Na Mujhko Yeh
Saansein Hai Tujhse Meri
Baahein Hain Ab Se Teri
Tumhe In Banho Mein Jak_Dun
Saath Tera Kabhi Na Chhodun
Aankhein Kabhi Na Modun
Kah De Na Dil Se Tu
Tujhse Janmo Ka Naata Jodun
०००००००००
Teri Amaanat Main Hun
Kismat Bhi Teri Main Hun
Jane Kya Khoya Maine
Kaise Yeh Tumko Samjhayein
Dil Bhi Churaaya Tune
Aur Kisse Yeh Dil Lagaayein
Piya Ki Mere Khwaahish
nAino Se Hoti Baarish
Dil Bhi Kare Gujaarish
Mere Piya Se Nayan Ladaaun
Saath Tera Kabhi Na Chhodun
Aankhein Kabhi Na Modun
Kah De Na Dil Se Tu
Tujhse Janmo Ka Naata Jodun
Saath Tera Kabhi Na Chhodun
Aankhein Kabhi Na Modun
Kah De Na Dil Se Tu
Tujhse Janmo Ka Naata Jodun
---
--------------
#satuhindustanivibes #saathtera #90songs #hindilovesong

भाई मेने आपको चैनल को सब्सक्राइब कर दिया आब आप हमारे चैनल को सब्सक्राइब करें
bhai please aap mere channel mein ek bar ghus ke mere video ko dekhiae bhai please comment aur like share kijiye aur channel ko subscribe bhi kijiye