close

Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.


— Team ApnaTube

短裤 创造

⁣Transformers Action Scene #shorts #viral #trending

Themoviesenjoy

6

25

Shrimad Bhagavad Gita Chapter 1 Verse 20 | अथ व्यवस्थितान्दृष्ट्वा... | Gita Shlok 20

Jai Shri Krishna! 🙏
Is video mein hum Shrimad Bhagwad Gita ke Adhyay 1 ke Shlok 20 ka arth samjhenge. Is shlok se yuddh ka mahaul badal jata hai kyunki ab Arjun yuddh ke liye action lene wale hain.

Shlok:
अथ व्यवस्थितान्दृष्ट्वा धार्तराष्ट्रान् कपिध्वज: | प्रवृत्ते शस्त्रसम्पाते धनुरुद्यम्य पाण्डव: || 20 || हृषीकेशं तदा वाक्यमिदमाह महीपते ||

Hindi Translation:
Sanjay ne kaha— He Rajan (Dhritarashtra)! Iske baad, Kauravon ki vyavasthit sena ko dekhkar aur shashtron ke chalne ki taiyari ke samay, Kapidhwaja (Arjun) ne apna dhanush uthaya aur Hrishikesh (Shri Krishna) se ye vachan kahe.

Key Insights:
Kapidhwaja: Arjun ke rath ki dhwaja (flag) par Hanuman ji virajman the, isliye unhe 'Kapidhwaja' kaha gaya hai. Ye jeet ka sabse bada sanket tha.
Dhanurudyamya: Iska arth hai dhanush uthana. Sabhi shankhnaad ke baad ab Arjun yuddh ke liye bilkul taiyaar ho chuke the.
Shri Krishna as Guide: Arjun ne apna pehla sawal/vachan Bhagwan Krishna se yahan shuru kiya.

Video ko Subscribe karein aur comment mein 'Jai Bajrang Bali' likhein kyunki Arjun ke saath Hanuman ji bhi the! 🚩
#bhagwadgita #arjun #hanuman #krishna #mahabharat #GitaGyan

🔍 SEO Tags
Bhagwad Gita Adhyay 1 Shlok 20, Gita Chapter 1 Verse 20, Kapidhwaja Arjuna, Meaning of Kapidhwaja, Hanuman on Arjuna's Chariot, Shrimad Bhagavad Gita Hindi, Gita Shlok 20 meaning, Arjuna picks up Gandiva, Geeta Saar, Kurukshetra War start.

# Hashtags
#bhagwadgita #gita #shlok20 #arjun #hanumanji #kapidhwaja #mahabharat #krishna #spirituality #sanatandharma #dharma #victory

Sab gyan

0

1

ai world
manki story

PATNI

1

9

mashallah

Md

0

12

⁣Prompt ✅

1. Ye ek viral youtube short video ki starting ki image hai jisme Hulk main charector hai is video ki story kuch is tarah ka hai - PASTE STORY

Ab tum mujhe iske jaisi same itne hi words me but unique story ki script likh kar do sath hi story ko video me convert karne ke liye story ko 8-8 second ke dialogue part me divide karke gemini veo3 video prompt bhi likh kar dena. Video Prompt likhne se pahle tumhe kuch instructions follow karne honge:

1.Video Prompt english me ho bas dialogue hindi lipi me likhe ho.

2.Scene dialogue wahi bolna chahiye jiska dialogue hai.

3.Sabhi scene me charector same rahne chahiye lekin agar kisi scene me koi new character aata hai to us scene ke prompt me charector ka prompt bhi detail me hona chahiye.

4.Video me hulk muscular body builder hona chahiye.

5.Sabhi video scene realistic or 4k high quality me hone chahiye.

6.Sabhi video prompt me Dialogue (in hindi only), Location, Camera, Lighting, Audio, Mood etc. bhi detail me hone chahiye.

7.Tum Apna jyada dimag mat lagana story jis tone me hai usi tone me new unique story likhna.





2. PASTE STORY ke jagah par yah wala story paste kar dena

1.Hulk अपने आंगन में बैठकर पोहा खा रहा होता है। तभी एक लड़का दौड़ता हुआ आता है और चिल्लाता है – Hulk भाई दौड़ो, जंगल से भूत निकल आए हैं! Hulk – क्या बकवास कर रहा है? तभी Hulk की मां कहती है – बेटा जा गाँव को बचा ले। Hulk – ठीक है माँ, मेरे लिए प्रार्थना करना। इधर गाँव वाले जंगल से निकलते भूतों को देखकर चिल्लाते हैं – अरे भागो! ये क्या दैत्य हैं! तभी भूतों के सरदार ने हँसते हुए कहा – अब ये गाँव हमारा है! Hulk – अबे ओ भूतनी! पहले मेरे से तो टकरा ले। Hulk और भूतों में जबरदस्त लड़ाई शुरू हो जाती है। एक भूत Hulk को धक्का मारकर गिरा देता है। Hulk चिल्लाता है – यारों लाइक और सब्सक्राइब करके मुझे शक्ति दे दो! तभी Hulk गुस्से से उठता है और गरजता है – ले भूतनी! Hulk एक-एक करके सारे भूतों को पीट-पीटकर भगाता है। डरकर भूत अपनी काली छाया में घुसकर भाग जाते हैं। Hulk चिल्लाता है – लौट आओ हरामियों, अब गाँव नहीं चाहिए? गाँव वाले Hulk को कंधों पर उठा लेते हैं और कहते हैं – Hulk ने गाँव बचा लिया, सब लाइक और सब्सक्राइब करो!

111410913327338826970

2

9

From KlickPin CF Hi Jiju😆😆😃🤣😆😄😃 _

Nitish Kumar

4

15