close

ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in

क्लिपो सृजन करना

Tring Tring… Swarglok Calling…
Me: “Hello Baba ji? 📱 Network aa raha hai kya upar?”
Baba ji: “Haan beta, yahan 5G nahi, ‘OMG’ network chalta hai. Bolo kya kaam hai?” ☁️✨
Me: “Baba ji please mera khaata check kar do… thoda tension ho raha hai balance ka.” 😅
Baba ji: “Ek minute… system open karta hoon… ting ting ting 💻📖”
lBaba ji: “Arre beta! Paap aur punya ka full ledger bana hua hai yahan. Kuch entries achchi hain… par kuch ‘Buy 1 Get 10 Paap Free’ wale offers bhi liye hain tumne!” 😂
Me: “Baba ji wo sab offer limited time tha!” 🙈
Baba ji: “Haan beta, par yahan expiry date ke baad bhi record rehta hai!” 📚⚖️
Me: “Toh final balance kya hai?” 😨
Baba ji: “Abhi to ‘Under Review’ chal raha hai… thoda aur achche kaam karo, warna Swarglok ki waiting list lambi hai!” 😜☁️

Alka Dhingra

0

3

Related

pawan Jyani

1

7

⁣Full Movie Link in bio 😍 Sad life
movie review

ankit

0

3

tu meri main Tera main Tera tu meri jhutha hi Sahi dance video kaisa laga aapko 😍🥰❤️

Shorts Creator

11

30

#❤

Vikas Singh

2

9

इस वीडियो में मैंने बताया है कि GPT (AI Chatbot) को कैसे इस्तेमाल करें —
आप इससे content likhna, video idea banana, resume बनाना, translation,
और यहां तक कि online earning भी कर सकते हैं!

AIUPIC_tech

6

68