Kratke hlače
20april ready friends 🙏
👉 Aaj se maine ek special mission start kiya hai – mere birthday tak main gareeb logon aur bejubaan jaanwaron ki madad karunga ❤
🙏 Lekin is mission ko poora karne ke liye mujhe aap sabka support chahiye
👉 Agar aapne mujhe mere birthday tak 5,000 subscribers complete karwa diye,
toh main mere birthday wale din 500 logon ko khana khilauga 🍛
❤ Yeh sirf ek video nahi, ek mission hai
Aapka ek subscribe kisi ki madad ban sakta hai
👉 Support karo, share karo aur is mission ka hissa bano 🙌
Yeh video ek chhoti si yaad dilati hai ki asli daulat paisa nahi, balki logon ki dua hoti hai ❤️🙏
Agar aap bhi kisi ki madad karte ho, to aap sabse ameer ho 💯
👉 Video pasand aaye to like, share aur subscribe zarur kare
👉 Aap bhi kisi ki help karo aur duniya ko better banao
Aap sab support kijiye inka shara mai banuga
