Vídeos curtidos

Ajay
12 Visualizações · 6 dias atrás

⁣Cover Song Credits:

Singer: Chetan Yadav

Music: Ritik Pasricha

Shot by: Subhash Panwar

Edited by: Deepak Thakur

Mix and Mastered by Sudhanshu Joshi
Original Song Credits:

Movie: Saawan (The Love Season)

Singer: Sonu Nigam

Music: Aadesh Shrivastava, Sajid, Wajid

Lyrics: Saawan Kumar Tak
ishq mein loot gaya woh khazana hoon

mein ek beeta hua zamana hoon

mere dard pe roye khushiyaan

main gumnaam ek fasana hoon

ek fasana hoon
(jaan ko meri chhin liya hai

dard yeh kaisa dil ko diya hai) - 2

yaa toh mujhko paas bula le

ya duniya ko aag laga de

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le
mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de
jeena bas mein nahi marna bas mein nahi

zindagi hai yeh kaisi paheli

main hoon tanha yaha main tadapta yaha

woh tadapti wahaan par akeli

jag ke bandhan todd ke aaun

iss duniya ko chhod ke aaun

main toh na maangu kisi dar pe

tu bula le bula le bula le bula le

mere mehboob se tu mila de

tu bula le bula le bula le re rabba

mere mehboob se tu mila de
pehale dil ko banaya

pyar usmein basaya
phir mukkadar mein likh di judaai

kaise shikwa kare kya shikayat kare

teri kaise kare ham buraai

jeevan mein rang bharne wale

seep mein moti rakhnewale

main toh na maangu kisi dar pe