VoiceofFaithGulzar
|Subscribers
About
Voice of Faith Gulzar ek Islamic knowledge–based channel hai jahan main apne original face aur original voice ke sath Quran aur Hadith ko aasan zubaan me samjhata hoon.
Mera maqsad sirf itna hai ki har insaan tak Quran ki roshni, deen ki baatein, aur sachchi rehnumayi seedhe aur saaf tareeke se pahunch sake.

Yahaan aapko milenge:
• Quran tilawat aur tarjuma
• Hadith ki asaan tafseer
• Dincharya me amal karne layak dars
• Imaan ko mazboot karne wale bayans
• Islamic motivation aur guidance

Main har video me apna original face aur apni asli voice ka istemaal karta hoon, taki content bilkul safe, trusted aur monetization-friendly rahe.

Aapka pyaar aur support hi is safar ki sabse badi taqat hai.
JazakAllah Khair!