كليبو
🤲 Dua ka sunnat tareeqa Rasool Allah ﷺ ne sikhaya hai.
Agar dua qabool karwana chahte hain to is video ko zaroor dekhein.
📖 Hadith: Abu Dawood 1481
Rizq Allah ki neamat hai.
Is short mein bataya gaya hai ke khana kyun kharab hota hai aur humein kya seekhna chahiye.
Har Musalman ko farishton par Iman lana zaroori hai.
Is short video mein farishton ki haqeeqat batayi gayi hai.
Allah ki pehchan har Musalman ke liye zaroori hai 🤲
Is short video mein asaan alfaaz mein Allah ka taaruf karaya gaya hai.
Video ko like aur share zaroor karein.
Taraweeh — Ramzan ki khaas namaz 🌙
Iman aur sawab ki niyyat se qiyam… pichle gunah maaf 🤲
Is Ramzan kabhi na chhoriye!
Witr aur Maghrib dono 3 rakat hain, lekin teesri rakat mein bohat bada farq hai.
Is short mein clear explanation diya gaya hai 🤍🌙
Taraweeh ke naam ka asal matlab aur har 4 rakat ke baad waqfa karne ki wajah.
Video zaroor dekhein.
Agar koi khade ho kar Taraweeh na padh sake to kya kare?
Is video mein milega clear aur sahi jawab 🤲
Video ko share karein taake zyada log faida uthayein ✨
Aaj hi apne kids ko Allah ki panah mein de dein 🤍
Ye 4 masnoon duas har maa baap ke liye zaroori reminder hain ✨
Share karein taake har ghar tak ye paigham pohanch sake 📲
📖 Sahih Bukhari 3371
Bachon ko kidnapping aur ghum hone se bachane ke liye ye safety tips har maa baap tak pohanchna zaroori hai. Video share zaroor karein.
Taraweeh me Surah Feel, Quraish, Maun aur Kausar ki tarteeb ka asaan tareeqa.
Hazrat Ibrahim A.S ne Shaitan ko Pathar Kyun Maara? | Rami Jamarat Waqia
Rami Jamarat Kyu Karte Hain? Shaitan Ko Pathar Maarne Ka Haqeeqi Matlab 🕋
Jab Pahad Par Allah Ka Noor Tajalli Hua 😭 | Koh e Toor Ka Waqia
Koh e Toor ka Haqeeqi Waqia | Jahan Allah ne Hazrat Musa A.S se Kalam Kiya 🔥
Shab e Barat raat hai Allah ko manane ki 🤲
Rasmon se door, sajdon ke paas aaiye.
Wudu ya washroom mein dupatta utar jaye to kya ihram toot jata hai? Asaan aur clear jawab.
Kya aap jaante hain Firoon ka anjaam kya hua tha? 🌊 Yeh waqia har ghuroor karne wale ke liye ibrat hai. Zaroor dekhein 🤍
Kya aap jaante hain ek masjid aisi bhi hai jahan namaz ke dauran Qibla badal diya gaya? 😳 Yeh imaan ki sabse badi misaal hai. Zaroor dekhein 🤍
Kya aap jaante hain namaz ke dauran Qibla badal diya gaya tha? 😳 Sahaba ne foran Allah ka hukm maana. Yeh waqia har Muslim ke imaan ko hila deta hai. Zaroor dekhein 🤍
