Clipo
Witr aur Maghrib dono 3 rakat hain, lekin teesri rakat mein bohat bada farq hai.
Is short mein clear explanation diya gaya hai ๐ค๐
Taraweeh ke naam ka asal matlab aur har 4 rakat ke baad waqfa karne ki wajah.
Video zaroor dekhein.
Agar koi khade ho kar Taraweeh na padh sake to kya kare?
Is video mein milega clear aur sahi jawab ๐คฒ
Video ko share karein taake zyada log faida uthayein โจ
Aaj hi apne kids ko Allah ki panah mein de dein ๐ค
Ye 4 masnoon duas har maa baap ke liye zaroori reminder hain โจ
Share karein taake har ghar tak ye paigham pohanch sake ๐ฒ
๐ Sahih Bukhari 3371
Bachon ko kidnapping aur ghum hone se bachane ke liye ye safety tips har maa baap tak pohanchna zaroori hai. Video share zaroor karein.
Taraweeh me Surah Feel, Quraish, Maun aur Kausar ki tarteeb ka asaan tareeqa.
โฃHazrat Ibrahim A.S ne Shaitan ko Pathar Kyun Maara? | Rami Jamarat Waqia
โฃRami Jamarat Kyu Karte Hain? Shaitan Ko Pathar Maarne Ka Haqeeqi Matlab ๐
โฃJab Pahad Par Allah Ka Noor Tajalli Hua ๐ญ | Koh e Toor Ka Waqia
โฃKoh e Toor ka Haqeeqi Waqia | Jahan Allah ne Hazrat Musa A.S se Kalam Kiya ๐ฅ
Shab e Barat raat hai Allah ko manane ki ๐คฒ
Rasmon se door, sajdon ke paas aaiye.
Wudu ya washroom mein dupatta utar jaye to kya ihram toot jata hai? Asaan aur clear jawab.
Kya aap jaante hain Firoon ka anjaam kya hua tha? ๐ Yeh waqia har ghuroor karne wale ke liye ibrat hai. Zaroor dekhein ๐ค
Kya aap jaante hain ek masjid aisi bhi hai jahan namaz ke dauran Qibla badal diya gaya? ๐ณ Yeh imaan ki sabse badi misaal hai. Zaroor dekhein ๐ค
Kya aap jaante hain namaz ke dauran Qibla badal diya gaya tha? ๐ณ Sahaba ne foran Allah ka hukm maana. Yeh waqia har Muslim ke imaan ko hila deta hai. Zaroor dekhein ๐ค
Aurat ka ihram mardon jaisa nahi hota. Sahi tareeqa jaaniye aur ghalat fehmi door karein.
Aurat apne saadah aur parde wale kapron mein hi Ihram ki niyyat karti hai ๐
Ihram kapron ka nahi, dil ki niyyat ka naam hai ๐ค
Kya aap jante hain Surah Falaq aur Surah Naas jadu se hifazat ka zariya hain? ๐คฒ
Janiye wo waqia jab Nabi Kareem ๏ทบ par jadu kiya gaya aur Allah ne in do suraton se shifa ata farmayi โจ
Surah Ikhlas teen martaba padhne se ek tehayi Quran ka sawaab milta hai ๐คฒ
Majboori mein Tawaf karna aur Dum dena โ
Umrah complete karne ka fiqhi tareeqa ๐
