close

ApnaTube Android App ab available hai.
Videos dekhiye, points earn kijiye aur apna content upload kijiye. Download App: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.apnatube.in

Clipo Lumikha

Tring Tring… Swarglok Calling…
Me: “Hello Baba ji? 📱 Network aa raha hai kya upar?”
Baba ji: “Haan beta, yahan 5G nahi, ‘OMG’ network chalta hai. Bolo kya kaam hai?” ☁️✨
Me: “Baba ji please mera khaata check kar do… thoda tension ho raha hai balance ka.” 😅
Baba ji: “Ek minute… system open karta hoon… ting ting ting 💻📖”
lBaba ji: “Arre beta! Paap aur punya ka full ledger bana hua hai yahan. Kuch entries achchi hain… par kuch ‘Buy 1 Get 10 Paap Free’ wale offers bhi liye hain tumne!” 😂
Me: “Baba ji wo sab offer limited time tha!” 🙈
Baba ji: “Haan beta, par yahan expiry date ke baad bhi record rehta hai!” 📚⚖️
Me: “Toh final balance kya hai?” 😨
Baba ji: “Abhi to ‘Under Review’ chal raha hai… thoda aur achche kaam karo, warna Swarglok ki waiting list lambi hai!” 😜☁️

Alka Dhingra

0

3

Mummy ne kaha tha beta kuch aisa karo ki sab log tumhari charcha kare…
Maine socha IAS ban jaun, business start karun ya world tour kar lun…
Par plot twist 😜
Main to seedha bahu ban gayee… aur ab poore mohalla ki breaking news main hi hoon!
Subah ki chai se lekar shaam ke parathe tak,
Meri entry pe background me shehnai bajti hai 🎶
Aur sasuma ka dialogue – ‘Hamari bahu to laajawaab hai!’ 😆
Mummy ka sapna bhi poora,
Aur society ki charcha bhi full on!
#MummyNeKahaTha
#MainBahuBanGayee
#MohalleKiBreakingNews
#SasuralDiaries
#comedylife 😄

Alka Dhingra

1

3

तुलसी (Tulsi) को सुरक्षित रखने की परंपरा
ग्रहण के दौरान लोग तुलसी के पौधे को ढककर रखते हैं या उसके पास दीपक जलाते हैं। मान्यता है कि तुलसी पवित्र और सकारात्मक ऊर्जा का प्रतीक है, इसलिए ग्रहण के प्रभाव से बचाने के लिए उसे ढकना या सुरक्षित स्थान पर रखना शुभ होता है।
✨ क्या करें:
ग्रहण शुरू होने से पहले तुलसी के पौधे को साफ कपड़े से हल्के से ढक दें।
ग्रहण समाप्त होने के बाद गंगाजल या शुद्ध जल छिड़कें।
घर में मंत्र जप या प्रार्थना करें।
यह सभी उपाय आस्था और परंपरा पर आधारित हैं।
#grahan2026 #tulsipuja #sanatanparampara #dharmikupay 🌿🙏

Alka Dhingra

0

2